ruk mai bhi chalta hun tere sath,
chal rastoo ko jagate hai,
chal kanhi ghum ke aate hai.
sambhal, ki majil dur hai abhi
mat naap rasto ki lambai,
raste mai mittii hai,
thodi si dhund bhi chaiye hai
hath pakad ke chal,
kanhi unchai to kanhi gehrai hai.
jo kanhi maan kare sathi mere, chal ke kuch khaa lenge
jo kanhi thaka oo sathi mere, thoda aram farma lenge
Ye subha kanha sai aati hai,
fir raat kanhi ko jati hai
Pata dhund ke laate hai,
Chal kanhi ghumne jate hai.
Tu ruk mat, thoda to badh le
mere maan, chal tehel ke aate hai,
bahut maza hai charpai mai, pata hai mujhe
per thoda to kheto ki medo per chalkadmi machate hai.
kanha akele jayega, ghum ke fir aa jaye ga,
Chal tujhe dur le jata hun, nayi duniya dikata hun,
apni choti si duniya mai kitna samay bitayega,
yanha roj ki mara mari mai, wanha kuch naya mil jayega .
ye azab gaab si duniya hai,
pyaare kyun aisa baitha hai
Chal ke dekh kooain ke maidhek,
duniya bhar ka ragda hai.
Dhekliya jo tune isko fir naa wapas aayega
laga ke armano pere, fir baar baar ud jayega
ruk mai bhi chalta hun tere sath,
per mere bhi kuch sharte hai,
Tu mujhe kanhi naa chode ga maan,
mere sath hi wapas aaye ga,
Chal mai bhi chalta hun sath tere.